Monday, March 26, 2018

amazon affiliate marketing se paise kaise kamaye

amazon affiliate marketing se paise kaise kamaye

hello dosto namaskar kaise hai aap log agar ap affiliate marketing se paise kamana chahate hai to is article se chipake rahiyedosto amazon.com duniya ki sabse bana e - commerce website hai. aap sayad pahale se hi janate honge. is website se aap koi bhi specfic product kharid sakte hai. aur ye e - commerce ki company apane product jyada se jyada sale karne ke liye promote karne ke liye affiliate programe banai gai hai jisase jisase publisher affiliate link ho promote karta hai aur us link se koi bhi product sale karta hai to uska commission publisher ko milta hai. alag alag product ka alag alag commision banta hai. isi liye companiya affiliate programe banai hai. jya sale ho.

 

affiliate programe kya hai ?

affiliate programe ek aisa tarika hai jisase aap us company ke product company ke link ko promote karke website ya blog se us link se kisi product ko promote karte hai aur usme safal ho jate hai to uska commission apako mil jayenge. alag alag product ke alag alag commission milte hai.

ye tha affiliate marketing ke baare me. to next me mai apako bataunga ki amazon affiliate programe kaise join karenge chaliye jante hai.

amazon affiliate programe kaise join kare-----

dosto amazon.in se paise kaise kamana start karna hai. sabse pahale amazon associate programme join karna panega.
ab aap kaise join karenge step by step mai apako bataunga.

STEP  1.    Ab aapke samne amazon affiliate ki official website open ho jayengi ab apako create a account par click karna hai
Ab aapke samne amazon affiliate ki official website open ho jayengi aur sabse pahele aap apni country select kar le aur Join now for free par click kar de aur fir apna email id dal ke sign in kar dijiye aur sign in karenge to ek naya page open ho jayenga.







STEP 1. dosto ab apake samne sara details ayenge jaise name,e mail id, password aur confirm password sara details fill kare






STEP 3.  dosto ab apake samne ek dusra window khul ke ayega jisme apako payee name,country,address aur phone number fill karna hoga





STEP 4.  Dosto jaisa ki is photo me maine bata diya hai ke usi tarha aap follow kar sakte hai aur form jab fill up to Finish par click karde.
Dosto, ab aapka account ban chuka hai aur ab aap amazon ke ad ko apne blog pe lagakar extra paise earn kar sakte hai. Dosto iska ye fayda hoga ki jab bhi aapke blog pe koi aata hai visit karne ke liye aur wo amazon ki ad par click karke kuch cheez ya vastu purchase karte hai to aapko amazon uska kuch Commission deta hai. Aur agar aap chahe to apne friend ko bol sakte hai ki aap ko koi vastu purchase karni hai to aap mere blog me aakar us link se kharidiye.


Dosto agar aapko koi problem aati hai to aap muje comment kar ke, bata sakte hai aapki puri help ki jayengi, Aur dosto agar aapko mera ye article achha laga ho to aap niche diye gaye social media par share kijiye... Thank you





 
   

No comments:

Post a Comment